Posted by : Unknown
Sunday, 14 July 2013

Bar me ek aadmi ne ek kutte ke saath kadam rakha|
Bartender- “Yah gadha yaha kyu laye ho?”
Aadmi- “Andhe ho kya? Yah tumhe gadha dikhai de raha hai?”
Bartender- “Mai tumse baat nahi kar raha hu,
mai kutte se baat kar raha Hu!!!!:-0
Chotu- “Tumhara kutta bahut sharaarti hai|
kya tum ise thik nahi kar sakte?”
Tinku- “Yaar! Dhairya rakho| Yaad nahi, tumhe
thik karne me mujhe kitne din lage the|”!!!!!
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Romantic shayari
Doctor- “Tum kya tankhwa chaahti ho?”
Nurse- “Teen sau rupaye mahina|”
Doctor- “Teen sau rupaye mai anand ke saath de
sakta hu|”
Nurse- “Anand ke saath to mai chaar sau rupaye lungi|”
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
.
..
...
....
Santa- “Tumhare dil ki taklif ka kya
haal hai?”
Banta- “Aji, aajkal vah maayke me hai">>>
hahahhahahah
Santa- “Achaa hua, mai Maharashtra me
paida na hua|”
Banta- “Wo kyu?”
Santa- “Kyuki mujhe to Marathi ka ek akshar
bhi nahi aata|”
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
Workshop me Deviji dheele-dhaale kapde pehankar aayi
to operator ne kaha- “Deviji, ye dheele-dhaale kapde
pehankar na aaya kijiye, machine me fas jaane ka dar hai|”
Deviji- “Janaab, agar mai tight kapde pehankar!!!!!
aaungi to doosre logo ka machine me fasne ka dar hai