Posted by : Unknown
Sunday, 14 July 2013
Eid ki sachi khushi to apno ki deed hai,
Tum humse door ho to apni kya eid hai
Anyways, Warm EID Greetings to u & ur family!!!
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sari Nafarmani,
Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada,
Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain,
Un k liye Itla'an Arz hai k wo aram karain
kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay
ka koi irada nahin hai :-)
